Friday, 9 September 2016



Accha insan wo hai jiske Amal acche hain acchi baate to bure admi  bhi kar lete hai.


Apni Nazro ka is Tarah khayal rakhe ke aap ki nazar se koi insan na gire or na hi aap kisi insan ki nazar se gire


Kuch nahi milta jitni marzi wafa karlo kisi se 
jab waqt wafa na kare to wafadar bhi bewafa ho jata hai.